शनिवार, 2 अक्तूबर 2010

Commonwealth Games 2010 Delhi

India will be only the third developing country to organize the big event after Jamaica in 1966 and Malaysia in 1998. 
I hope & pray to God ..Commonwealth Games successfully completed ...

.
I am proud to be an Indian........and u.........?
this song is nice & nice worked by Rahman.

शनिवार, 14 अगस्त 2010

HAPPY INDEPENDENCE DAY..............

Today, we celebrate our 64th Independence Day. Happy Independence Day to all of you.



But it's realy true structure of India.................. kbhi socha hai ....
2009 में देश में अरबपतियों की संख्या 57 थी जो वर्ष 2010 में बढ़कर 154 हो गई।!!!!!!!!
But Abhi bhi 20,00,00,000 से ज्यादा लोगों को प्रतिदिन भरपेट भोजन नहीं मिलता। !!
1,80,000 रुपए से अधिक सालाना आय वर्ग वाले परिवारों की संख्या 4.67 करोड़ है। !!!!!

But Abhi Bhi 6,30,00,000 से अधिक परिवार गरीबी रेखा के नीचे जीवनयापन करते हैं।
1.26 लाख से अधिक लोग पांच करोड़ रुपये तक के संपत्ति निवेश की हैसियत रखते हैं।!!!

But Abhi Bhi 1,000 में से 25० लोग प्रतिदिन बिना भरपेट भोजन किए सो जाते हैं। !!!!!
100 करोड़ से ज्यादा की आबादी और ओलंपिक में सिर्फ एक स्वर्णपदक !!!!!!!!!!!!!!!!!!

ye hai mera India.............!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

गुरुवार, 12 अगस्त 2010

wow..........Bachelar Life................!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!111



मैं और मेरा रूममेट अक्सर ये बातें करते ,
घर साफ होता तो कैसा होता.
मैं किचन साफ करता तुम बाथरूम धोते,
तुम हॉल साफ करते मैं बालकनी देखता.
लोग इस बात पर हैरान होते,
उस बात पर कितने हँसते.
मैं और मेरा रूममेट अक्सर ये बातें करते हैं.

यह हरा-भरा सिंक है या बर्तनों की जंग छिड़ी हुई है,
ये कलरफुल किचन है या मसालों से होली खेली हुई है.
है फ़र्श की नई डिज़ाइन या दूध, बियर से धुली हुई हैं.

ये सेलफोन है या ढक्कन,
स्लीपिंग बैग है या किसी का आँचल.
ये एयर-फ्रेशनर का नया फ्लेवर है या ट्रैश-बैग से आती बदबू.
ये पत्तियों की है सरसराहट या हीटर फिर से खराब हुआ है.
ये सोचता है रूममेट कब से गुमसुम,
के जबकि उसको भी ये खबर है
कि मच्छर नहीं है, कहीं नहीं है.
मगर उसका दिल है कि कह रहा है
मच्छर यहीं है, यहीं कहीं है.

तोंद की ये हालत मेरी भी है उसकी भी,
दिल में एक तस्वीर इधर भी है, उधर भी.
करने को बहुत कुछ है, मगर कब करें हम,
इसके लिए टाइम इधर भी नहीं है, उधर भी नहीं

मंगलवार, 10 अगस्त 2010

जिंदगी की असली उड़ान......

जिंदगी की असली उड़ान अभी बाकी है,
मेरे इरादों का इम्तिहान अभी बाकी है,
अभी तो नापी है मुट्ठी भर ज़मी हमने,
अभी तो सारा आसमां बाकी है.
-----------------------------------------लहरों से डर कर नौका पार नहीं होती,
हिम्मत करने वालों की हार नहीं होती,
नन्हीं चींटी जब दाना लेकर चलती है,
चढती दीवारों पर सौ बार फिसलती है
-----------------------------------------------------
मन का विश्वास रगों में साहस भरता है,
चढ़ कर गिरना, गिरकर चढ़ना, ना अखरता है,
आखिर उसकी मेहनत, बेकार नहीं होती,
कोशिश करने वालों की हार नहीं होती
---------------------------------------------------डुबकियां सिंधु में गोताखोर लगाता है ,
जा जा कर खाली हाथ .. लौट आता है
मिलते ना सहज ही मोती पानी में,
बढ़ता दूना उत्साह इसी हैरानी में
मुट्ठी उसकी खाली हर बार नहीं होती,
हिम्मत करने वालों की हार नहीं होती
असफलता एक चुनौती है .. स्वीकार करो ,
क्या कमी रह गई ... देखो ... और सुधार करो
जब तक ना सफल हो ... नींद चैन की त्यागो तुम,
संघर्ष का मैदान .. छोड़ न भागो तुम
कुछ किए बिना ही .. जय-जय कार नहीं होती,
"

रविवार, 8 अगस्त 2010

Some yaadein of my college life

HERE R SOME OF D C0MM0N LINES, WHICH ARE OFTEN USED DUR!NG COLLEGE LYF...HOPE AP SB KI BHI KUCHH YAADEIN TAAZI HO JAAEIN--

1. 0N REACH!NG LATE -

¤ "kaß Shuru Hui Class ??"

¤ "Attendance Ho Gai kya
ßeyy ??"

¤ "Aß Neend Nai Khuli To Main
Kya karu ?? B0l na. . . . Kal kya padhaya tha ISNE ??"

¤ "0ye Sharma ! ek page de na !!
Aßey ek pen ßhi de saale !
nahi to likhunga kis se ??"

¤ "Koi Itni Sußah Kaise Aa Sakta
Hai ??? WO BHI ISSS KI CLASS
K LIE ??" 



2. ÐUR!NG LÉCTURE -

¤ "YESS Sir !! Answer is. . .s...
s. . . .mmmm. . . . ."

¤ "SIR ! I knw d Answer Sir !!"

¤ "SAALA APNE AAP KO NEWT0N SAMAJHTA HAI !!"

¤ "Aßey lecture ko maar goli !!
Dekh Sakshi kya lag rahi hai
Aaj !!" 

¤ "0Ye musammi ! Dekh jara
uski t-shrt pe kya likha hai 

¤ "Us k ßagal Me Nai ßaith Sakta Tha kya Gadha !!"

¤ "Aßey q ß0re kr raha hai ! Kaha tha na chal Canteene Chalte hain !"



सोमवार, 19 जुलाई 2010

गुरुवार, 8 जुलाई 2010

I LOVE MY GRAND MAA........SHE ALWAY'S SAY " HAR HAAL MUSKURAANA… "

Today, i m share..........my grand maa poem........jo hamesa muje sunati thi..................

Zindagi se seekhna..
Jeetna..phir haarna..
Haar ke ..phir jeetna..
HAR HAAL MUSKURAANA..
Dard sahna seekhna..
Pyaar dena seekhna..
Apni nam aankhein chhupa kar..
Muskuraana seekhna..
Zindagi rukti nahi..
Tum saath chalna seekhna..
Jo koi maange sahaara..
Thaam lena seekhna..
Zindagi mein kuch bhi ho..
Khud ko dekar  ke sahaara..
Sabka sambal banna seekhna..
Haarna ya jeetna…
HAR HAAL MUSKURAANA… :)
Miss u Grand maa.................

रविवार, 20 जून 2010

Kbhi socha hai..........Jab is sansar me Nadiya & Jharne nhi honge...........!!!!!!!!!


Aaj yoonhi mann mein ye khayaal aaya..
Yaad koi bhi karega kya mujhe??
Jab nahi shabdon mein koi baat hogi..
Koi mera maun samajh paega?
Jaan paega kya wajah meri namaojoodgi ki?
Kya fikr hogi kyon nahi main bolta hoon?
Ye lagaav ektarfa hi hai kya ?
Ya main yoonhi swayam ko mna raha hoon..
Mann bhi kaisa baanwaraa hai,dolta hai..
Jaane kaun sa kshitij tatolta hai..
Sneh to bas baantane ke vaaste hai,to bhalaa kyon..
Mann mera chanchal ban ke ye bhoolta hai..




शुक्रवार, 18 जून 2010

(: GOOD MORNING :)







''''''' (: SHUBH PRABHAAT :)



" Imagination is more important than knowledge. "


WISH YOU A FANTASTIC DAY………..

YAADEIN BACHPAN KE ………….(WHAT A LIFE??)


BACHPAN KE DIN…………(YAADEIN)




Wo bhi kya din the.. school ki uniform,bhaari sa bag,paani ki bottle aur bus stop…aur Monday :) ..
Mann hi mann Bhagwaan se manaate rahte..‘Bhagwaan aaj baarish ho jaaye”ya..‘aaj bus kharaab ho gayi ho …Aur jab bus saamne dikh jaati to..‘Bhagwaan aaj teacher absent hon..‘ :) .Jis din bhi in mein se ek bhi prarthna Bhagwaan sun lete ..WAAH.. :) hum Bhagwaan ke fan ho jaate..
Mere badey bhai aise din khoob pareshaan karte.. Kahte ‘Niraj jaldi se taiyar ho jao,chalo main pahuncha deta hoon school’ ,aur main ek aur prarthna dohraane lagta ‘Bhagwaan bhaiya ki bike start hi na ho..’ :)
Aise hi ek din ki baat hai..Sunday se hi khoob baarish ho rahi thi aur Monday ki subah jagah jagah sadakon pe paani bhar gaya tha,jab school bus nahi aayi to [chhote aur main ] hum dono khoob khush..Tabhi badey bhaiya ka aadesh hua..‘bachchon chalo main pahuncha deta hoon ‘ :( Chhotey ka school door tha aur ab waqt bhi kaafi ho chuka tha,par mere school tak aaraam se pahunch sakte the,so.. ‘Niraj, chalo tumko school to jaana hi hai’..Main chhote ki kismat se rashq karta,Badey bhaiya ke darr se chupchaap chal deta..Wo school ke paas aane par poochte,‘kya sach mein mann nahi tumhaara jaane ka?’.. Arrey..Bhagwaan main to aaj se aapki sabse badi fan hoon.. Jawaab deta ‘ ji bhaiya’.. Lekin itni der mein to hum school ke gate ke saamne hotey.. :(:)
Mann ghabraane lagta,aaj to phans gaye bachche, kisi bhi teacher ne dekh liya to punishment to pakki hi hai,aur sabke saamne insult hogi so alag..Ek baar bhaiya to ek bar school ki taraf dekhta… Bhaiya please…[5 minutes aur ho gaye] Tabhi achaanak… Bhaiya ne kahaa ‘Beta chalo waapas chalte hain…‘ WOW…Bhaiya sabse achchhe
Baad mein pata chalta ki bus driver jinhein hum Subramaniam uncle kahte the,unhone ishaara kar diya tha ki ’ Rainy day  ho gaya hai… :) :)